tum hi se mohabbat, tum hi chahat hai
tum hi se bechain dil ki rahat hai
pyasi aankho se jhalakti shararat hai
aur kahte hain janab ki hum kayamat hain !
Sunday, October 24, 2004
Sunday, September 26, 2004
ishq cheez hi aisi hai
ishq cheez hi aisi hai, daaman chhudaya nahi jata
doob gaye hain pyar mein itna, kuch chhupaya nahi jata
izhaar to karna chahte hain, par mohabbat jatayi nahi jaati
doori itni hai beech humare ki chahat dikhayi nahi jaati

Sunday, August 15, 2004
zindagi ka safar hi kuch aisa hai
zyada kuch nahi hota, bas yaad hi satati hai
kisi ke kho jaane par, aankh bhi bhar aati hai
waqt ka sahara ho to saare zakhm bhar jaate hain
dheere-dheere bichade apne, thode hi yaad aate hain
jeena mushkil ho jinke bina, vo bhulaye bhi ja sakte hain
ye to samay samay ka khel hai, tut-te to kai saare sapne hain
chalte chalte koi bichhade to kuch ashru baha hi diya karte hain
zindagi ka safar hi kuch aisa hai, log akar chale jaya karte hain

Friday, August 13, 2004
Wednesday, August 11, 2004
ek vinti
bin bulaye hi aa jate ho
jitna bhulana chaahe, utna hi yaad aa jate ho
kabhi hum apne raste ja rahe ho, to samne se aa jate ho
sir jhuka kar kaam kare, to darwaze se aa jate ho
raste hain apne alag alag, phir bhi tum yaad aa jate ho
ek duje ke hum koi nahi, phir bhi paas aa jate ho
ab to bas yahi ek vinti hai ki bhulane ki shakti de bhagwan
ab to bas yahi ek vinti hai phir na kabhi dikhe vo insaan

Sunday, August 01, 2004
thak gaye hum
arsa ho gaya, kisi ka pyaar mehsus kiye
varsh beet gaye kisi se pyar kiye
tanhaii mein... pani mein...
thak gaye hum, intezaar mein vishram kiye

Saturday, June 26, 2004
dil ki baat nahi hoti
sirf dekhke kisi ko dil ki baat nahi hoti
mulakat ho phir bhi, kabhi barsaat nahi hoti
janti hoon, main kabhi tumhari na ban paungi
phir bhi is dil mein kabhi raat nahi hoti

Thursday, June 17, 2004
dukh bhare geet hum phirse gaane lage
dukh bhare geet hum phirse gaane lage
sunne walo ko kuch to sunane lage
bola tha jisne "tum rona na kabhi"
unhi ke khone par aansu bahane lage
sunne walo ko kuch to sunane lage
bola tha jisne "tum rona na kabhi"
unhi ke khone par aansu bahane lage
Wednesday, June 16, 2004
shayad
nahi hoti judaii, to dil ko dard bhi na hota
nahi hoti tanhaii, to koi gham bhi na hota
milte milte tum yun khote na agar
jo shayad in aankho mein ye jal* bhi na hota
* Jal = water = pani = ansu = tear

Tuesday, June 15, 2004
vada kyun kiya?
ateet apne aap ko kyun dohrata hai
milkar koi phir kyun kho jata hai
zindagi bhar saath rehne ka vada kyun kiya
jab tumhe sirf bichhadna hi aata hai

Tuesday, May 25, 2004
I don't want to be miles apart..!!
Why did so many things take place
when nothing was going to happen.
Why did u seem so close to me
when actually you were miles apart.
I did not believe in love at first sight,
but after seeing you, it happened.
I saw you almost everywhere after that, it
seemed like somebody was making all this happen.
I said, "I will not fall in love"
but it happened, and didn't even
ask me for the permission.
I thought something beautiful was
going to happen between you and me,
but it was just my stupid imagination.
I would love to love you, and care for you
and keep you in my eyes and in my thoughts.
I would love to be yours, today...tomorrow
and forever. I don't want to be miles apart!

Monday, May 24, 2004
Intezaar hai tanhaii ka...
kuch pal hi baaki hain, intezaar hai tanhaii ka
kuch pal ki muskan hai, intezaar hai judaii ka
jaate-jaate mudkar dekhe, bas itni farmaish hai
ho sake to yaad rakhle, yahi dil ki khwahish hai

Wednesday, February 18, 2004
zindagi ban gaya hai
ajnabi nahi raha, ab to vo zindagi ban gaya hai
lehrata hua aaya, tan ki khushbu mein bas gaya hai
kuch is tarah se baat karta hai, ki main phooli nahi samati
karvat par karvat badalti hoon, raat ko so bhi nahi paati

Monday, February 16, 2004
kabhi kabhi
jahan pyaar hai, vahan judai bhi hai
humein aas hai, par vo parayi bhi hai
yun to kar li mohabbat, bina kuch soche humne
par haan.. kabhi kabhi akhiya ladayi bhi hain! ;)

Wednesday, February 11, 2004
kuch aur dino ki baat hai...
kuch aur dino ki baat hai, bas kuch pal ka hi saath hai
zara jee bhar kar dekh loon unhe, phir to zindagi raakh hai
phir hum phoot-phoot kar royenge, ab bhi yuhi rote hain
pehle sukoon ki neend aati thi, ab paani mein sote hain

Saturday, February 07, 2004
Ishq Kiya Tha Kabhi..!!
jab kabhi galti se, kisi se pyaar ho jata hai
hasne ke saath saath... dil ro bhi pata hai
ansuo pe ansu.. muskan ke saath bhi aansu...
kisi aur ko phir kabhi koi kaise banaye janu
jitna ud sakte the, utna to ud liye
khushi ke saath saath, gham bhi khud piye
usko nahi kubool, to naa sahi
hum to zaroor kahenge.. "ishq kiya tha kabhi!"

Monday, January 19, 2004
koi ek
Itna guroor bhi na karo, ki koi akar chala jaye
Tumhare bartaw ke karan, apna gala dabaye
Yun to lakho dikhte hain, hazaro karte hain pasand
Par koi ek hi aisa hota hai, jo bhar jata hai rang

Subscribe to:
Posts (Atom)